Download Dawoodi Bohra Tadreeb Android Application Now!!

Dua E Noor | Dua Noor

Dua E Noor | Dua Noor

Dua e Noor Dua Noor
Dua e Noor Dua Noor

  • Dua Noor
  • Dua E Noor PDF

Dua E Noor Benefits

Rasulullah Saw madina ki masjid me tasrif rakhte he ki Jibreal as aa ke arz kiya ke ya Rasulullah saw khuda ta’la ne aapko salam kaha hee aur ye tohfa dua e noor ka aapki ummat ke liye bheja hee aur ye bakhsis ka sabab he is dua ko padne wala aaram se duniya me rahega aur iman ki salamati se marega uska chehra qayamat ke din noorani honga,

Aur ek rivayat me hee kee jo shakhs is dua ko padega wo bimar na honga, hamesha sehat aur salamati se rahega, jung per fateh hasil hongi, safar per padke jayega to sahi salamat wapas aayega

Jo shakhs rojana ek baar padega to mamur banega aur zingadi me hizzat hasil hongi

Karz me mubtela he to 41 din padega to karz ada hoga

Aur kisi shakhs ko zalim ke shar ka dar ho to 11 din 11 baar padega to dushman ke shar se mehfuz rahega

Ladke ya ladki ki shadi na ho rahi ho ya fir rista accha na mil raha ho ya shadi ki ummid ho to rojana 7 baar namaze isha ke baad pade

Sabse badi khubi ye he ki ye dua ke padne wale per alla ta’la ki khass nazare rehmat rehti hee..

Your opinion is precious and we want you to write about this article in the comment box below and share this post with everyone whom you know.

Download Dua E Noor PDF Here 

Download Dua E Noor PDF MP3 Here

 

Recommended Duas :

Categories Dua
Copyright belongs to thier orignal content creators and we do not hold any rights of it. Content of this webpage may be taken around the world wide web to provide you best possible content. If you have any query please contact us.

Galiyakot Mazaar Video Latest 1444H

Leave a Comment